Advertisement
Events

9th November Iqbal Day – Quotes, Speeches, Messages, Tweets, and Wallpapers

Iqbal Day holds great importance for every Pakistani. With 9th November approaching in less than a week, every Pakistani is looking for quotes and messages to send to their family and friends. For such people, we have added 9th November Iqbal Day – Quotes, Speeches, Messages, Tweets, and Wallpapers for the Iqbal Day lovers. If you were looking for such stuff, you have come to the right place. So, let’s have a look!

Iqbal Day SMS

If you are a message person, this section is an apt fit for you. In this section, there are different types of messages for the Iqbal Day lovers. The variety of the messages is extensive to ensure everyone has something to send. You can choose the right messages from the collection and send it to your family and friends. When you send them the messages, they will feel good and it might even raise awareness.

Sajdoon k ewiz fardoos mily ye bat mujay manzoor nahi. Be-loos ibadat krta hon banda hon tera, mazdor nahi. Happy Iqbal Day

 

Na Thi Jab Apnay Haal Ki Khabar

Dekhtay Rahay Logon K Aib-o-Hunar

Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar

To Nigah Mein Koi Aur Bura Na Raha.

Happy Iqbal Day

 

Hussn-e-Kirdaar say Noor-e-Mujassim Ho Ja,

Kay iblees Bhi Tujhay Dehkay to Musalmaan Ho Jaey…..!

Happy Iqbal Day

 

“Qalandr-e-Lahori , mofakr-e-Islam Dr. Allama Muhammad Iqbal ki poetry aj bhi humara lia kamybi ki zmanat ha”
Ki Muhammad se wafa too ne to ham tere hain. .
Ye jahan cheez hay kia Loh.o.Qalam tere hain. . . . (Allama Iqbal ).
Special Good Morning of Iqbal Day

 

(IQBAL)
Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo
Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo
Tum ne b suni ho gi bari aam kahawat hy
Anjam ka ho khatra aghaz badal dalo
Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye
Sur hi na mile jis mai wo saaz badal dalo
Dushman k iradon ko hy zahir agar karna
Tum khel wohi khelo andaz badal dalo
Ay dost karo himat kuch door sawera hy
Agar chahte ho manzil tu parwaaz badal dalo…

 

**”Baat sajdon ki Nahin khaloos-e- Niyyat ki hoti hai IQBAL,

Aksar Log Khali hath Laut atay hain har Namaz k baad”…….!**

 

*ROH-E-IQBAL*
Me ne kuch khawab tmhare lye dekhy thay miaan,
Mere un khawbon ka kuch mol na paya tm ne,

Me ne socha tha k shaheen bano gy payaro,
Cheel kawoon sy hy yarana lagaya tm ne…

 

IQBAL teri qoum ka IQBAL kho gaya.
Mazi to sunehra hai magar Haal kho gaya.
Wo Roub-o-Dabdaba wo jalal kho gaya.
Wo Husn Be-Misal wo jamal kho gaya.
Dobe hain jawabon men pr sawal kho gaya.
IQBAL teri Qoum ka IQBAL kho gaya.
Urte jo fizaon men the Shaheen na rahe.
Ba-zouq na rhe
Zaheen na rahe.
Pakiza gar na rahe Ba-Deen na rahe.
Wo Lala-o-Gulzar, Meh jabeen na rahe.
Momin ka W0 Andaz-e-Bakamal kho gaya.
IQBAL teri QUOM ka IQBAL kho gaya..!

 

”Kis mei himat hai hamari parwaz mei laye kami

Hum paron se nahi hoslon se ura krtay hein…
(Dr. iqbal)

HAPPY IQBAL DAY
LIVE LONG PIARA PAKISTAN

‘Na Thi Jab Apnay Haal Ki Khabar

Dekhtay Rahay Logon K Aib-o-Hunar

Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar

To Nigah Mein Koi Aur Bura Na Raha.

Happy Iqbal Day

 

Hussn-e-Kirdaar say Noor-e-Mujassim Ho Ja,

Kay iblees Bhi Tujhay Dehkay to Musalmaan Ho Jaey…..!

Happy Iqbal Day

Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo

Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo

Tum ne b suni ho gi bari aam kahawat hy
Anjam ka jo ho khatra aghaz badal dalo

Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye
Sur hi na mile jis mai wo saaz badal dalo

Dushman k iradon ko hy zahir agar karna
Tum khel wohi khelo andaz badal dalo

Ay dost karo himat kuch door sawera hy
Agar chahte ho manzil tu parwaaz badal dalo….

Ishq qaatil say bhi, maqtool say hamdardi bhi,

Yeh bta kis say muhabbat ki jaza mangay ga.
Sajda Khaaliq ko bhi, iblees say yarana bhi,
Hashr mein kis say aqeedat ka sila mangay ga.

Tere ishq ki intaha chahta hun

Meri sadgi dekh kya chahta hun
Sitam ho k ho wada-e-behijabi
Koi bat sabr-azma chahta hun
Ye jannat mubarak rahe zahidon ko
K main ap ka samna chahta hun
Koi dam ka mehman hun ai ahl-e-mahfil
Chirag-e-sahar hun, bujha chahta hun

Iqbal Day Wallpapers

There are people who like going along the events. If you are the same person, we are sure that you must be looking for wallpapers. In this section, there is a vast range of wallpapers related to Iqbal Day. These wallpapers can be used as the mobile wallpaper as well as desktop wallpaper. If you want, you can even send them out as the WhatsApp messages.

Iqbal Day Tweets

There are very few people who use Twitter. However, when you are on Twitter, it is better to scale up the game. In this section, there is an extensive collection of tweets for the Twitter users. So, you can choose the tweets as you like!

Yom-e Iqbal Messages ‘Kahan Se Seekhi Hy Iqbal Tu Ne Darveshi… K Charcha Hai Baddshaho’n Mein

 

Na Thi Jab Apny Haal Ki Khabar

Dekhty Rahey Logon K Aib-o-Hunar

Parri Jab Apnay Gunahoon Par Nazar

To Nigah Mein Koi Aur Bura Na Raha

 

Sone do ager wo so rhe ha ghulami ki neend…

Ho sakta hai wo khowab azadi ka dakh raha ho

 

Hazar Chashmah tere Sang-e-Raah se Phootay

Khudi Mein Doob Kar “Zarb-e-Kaleem” Paida Kar!

 

Hussn-e-Kirdaar say Noor-e-Mujassim Ho Ja

Kay iblees Bhi Tujhay Dehkay to Musalmaan Ho Jaey….

 

IQBAL teri qoum ka IQBAL kho gaya.

Mazi to sunehra hai magar Haal kho gaya.

Wo Roub-o-Dabdaba wo jalal kho gaya.

Wo Husn Be-Misal wo jamal kho gaya.

Dobe hain jawabon men pr sawal kho gaya.

IQBAL teri Qoum ka IQBAL kho gaya.

Urte jo fizaon men the Shaheen na rahe.

Ba-zouq na rhe

Zaheen na rahe.

Pakiza gar na rahe Ba-Deen na rahe.

Wo Lala-o-Gulzar, Meh jabeen na rahe.

Momin ka W0 Andaz-e-Bakamal kho gaya.

IQBAL teri QUOM ka IQBAL kho gaya..!

 

“Tum Haya-o- Shariyat k Tqazon ki Bat karty ho”,

“Ham ne Nangy Jismon ko Malbos-e-Haya dekha hy”

“Ham ne Dekhy hain Ehraam mein Lipty kaei Iblees”

“Ham ne May-Khany mein kaei bar Khuda dekha hy”

Iqbal Day Quotes- Famous quotes of Iqbal

There are some people who prefer sending out quotes over anything. For such people, we have added the famous and captivating Iqbal Day quotes in this section. You can send these quotes to your family and friends. However, if you like, you can also upload the quotes on WhatsApp or other social media handles. So, choose the quotes that you like the best and share as you like!

Become dust-and they will throw thee in the air, become stone-and they will throw thee on glass.
But only a brief moment is granted to the brave one breath or two, whose wage is the long nights of the grave.
Destiny is the prison and chain of the ignorant. Understand that destiny like the water of the Nile, water before the faithful, blood before the unbeliever.
If faith is lost, there is no security and there is no life for him who does not adhere to religion.

Iqbal Day Poetry

Iqbal Day has extreme significance. Allama Iqbal was one of the notable poets of the history and everyone is amazed by his words. If you are interested in poetry, we have added the different pieces of poetry to satisfy such needs. So, choose the poetry and let us know if you like it.

Mumkin hai ke tu jisko samjhata hai baharana, Auron ki nigahon main wo mosam kho khizan ka, Hai sil sila ehwal ka har lehza dagargun, Aye salek rah fikr na kar sudo zayan ka, Shayed ke zamin hai wo kisi aur jahan ki, Tu jisko samjhta hai falak apne jahan ka,
Aey Tair-e-Lahooti, Uss Rizq Say Mout Achi,

Jis Rizq Say Aati Ho, Parwaz Main Kotahi,
Aain-e-Jawanmardi, Haq Goi-o-bay Baaqi,
Allah Kay Sheron Ko, Aati Nahin Rubaahi,

This was all about 9th November Iqbal Day – Quotes, Speeches, Messages, Tweets, and Wallpapers. If you need anything more, let us know in the comments below and our team shall get back to you. If you like the collection, share it with your friends and family and help us grow. Thank you!

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker