Advertisement
Events

Muharram SMS, Quotes, Wallpapers, Images and Status

We all are aware of the month of Muharram. The Muslims show up their concerns and pay attention to this month especially. This is the month of grief and sorrow. If you are looking forward to the SMS and Status of Muharram then you are at the right place. Without the discrimination of Shia and Sunni and all, here in this article we will be covering all the sections of Muharram SMS, Quotes, Wallpapers, Images and Statuses that are related to Muharram ul Haram. Have a look at the below content.

Introduction To Muharram ul Haram

With the new moon after the month of Zilhajj, the month of Muharram comes up. This is the first month of the Islamic Year. We are well aware that the Islamic calendar is based on the crescent moon. Some months have their dignity and worth. Muharram is from one of these months. People wait for this month as there are different traditional activities related to this. Not just traditional but hearties concerns and the religious beliefs are the core of this month. Every Muslim has different feelings for this month. Shia and Sunnis commemorate this differently but they participate equally. Both the fiqh console as this is the month in which Son of Holy Prophet sacrificed his life and his family. The day of Ashura is the main day on which Hussain sacrificed his brothers, his companions, his sons and his friends. It is said that 72 people got shaheed on this day just to give survival to Islam. For more SMS and quotes have a look below.

People have different concerns related to this day. Here we are adding Muharram ul Haram SMs that show sorrow and sadness. But some people take this month as a New year so for those, we also added some SMS.

Muharram UL Haram SMS

Muharram ul Haram SMS are as follows.

Wo gunah jis ka tumhein ranj ho, Allah k nazdeeq us nayki se behtar hai Jis se tum main ghuroor paida ho jaye. -Hazrat Imam Ali (R.A.)
Logon Ki Zaroraton Ka Tum Se
Wabasta Hona Tum Per ALLAH Ki Enyat Hai.
(Imam Hussain (R.A.)
Jub meri DUA kabol ho tu mein khush hota houn
k is main meri marzi hai aur
Jub kabol na ho tu mein aur khus hota houn
k ye ALLAh ki marzi hai
-Hazrat Imam Ali (R.A.)
Main Jannat K Shouq Main ebadat Nahe Kerta,
Kyon ke Ye Ebadat Nahe Tijarat Hay
Main Dozakh Ke Khoof Say Ebadat Nahe Kerta,
Kyon ke ye Ebadat Nahe.Ghulami Hai..
Main Ebadat Sirf Is Liye Kerta hon…
Kyon ke Mera RuB ebadat K LayeQ Hai……
-Hazrat Imam Ali (R.A .
Dunya Daron ki Sohbat ikhtyar Na karo
Kyon ke Agar tu Tang-dast huwa to
Ye tujhe Chorh Denge Or agar to
Dolat-mand huwa to Tujh se Hasad karen gay.
-Hazrat Imam Ali (R.A.)
“Jab B Farig Waqt Mily
To Apni Maa’n K Pas Ja Kar
Beth Jaya Kro
Q K Maa’n K Sath Guzra Hua Waqt
Qayamat K Din Nijaat Ka Baais Bane Ga”
QUOTES HAZRAT IMAM HUSSAIN (R.A)
Agr Dunya Mein Inqalab Lana Chahtay Ho Tou
Tehzeeb E Nafs Ka Aagaz Khud Se Karo
Dunya Khud Badal Jaye Gi…!

“Slam Ya Hussain”

“Mar Ja Furaat Apney hi Paani men Doob kar”

“Pyasa Chala Gaya Hai Terey Pass se HUSSAIN (A.S)”

“Salam YA
HUSSAIN”

“Imam Muhamad Baqir A.S”

“Agr logon ku Elm hota k Imam Hussain a.s

ki Ziarat ka ktna Sawab hai tou Shoq e Ziarat se mer jatay.”

Alama IQbaL

Atay Hain Aksr Samandar Main Tufan Isliye Bhi.

Jab Yaad Ati Hai Samandar ko Pyassy HUSSAIN (A.S) ki..!

 

Muharram UL Haram Quotes

Muharram begins after the sighting of the new moon after Zil hajj. See the quotes that are related to Muharram.

Hazrat Ali Jisko Arbab-E-Nazar HaQ ka WaLi kehty Han Sar-Ba-Sar WaQif-E-Israr-JaLi kehty Hain Jisko Doba Hua Suraj B PaLat kar Dekhy Hm Usy Apny Aqeedy Me ALI kahty Han

Kon kehta hai, K pani ko tarste the “HUSSAIN”

Kon kehta hai, K pani ko tarste the “HUSSAIN”

Un K honton ko, tarsta raha pyasa pani

Selaab dekhta hon, tu Aata hai yeh Khyal

K pani bhatak raha hai,
“Talash_e_Huseen” men..!

10 Muharam

10 moharm ko chand, sitaray, zamen or janat bani
isi din Firown ghark hua
isi din Hazrat Yosuf(a.s) kunwain se bahir aye
zameen pr pehli barish isi din hui
isi din Hazrat Yaqub(a.s) ki binai lotai gai
isi din Hazrat Yonus(a.s) machli k pait se bahir aye
isi din Hazrat Ibrahim(a.s) or Hazrat Esa(a.s) paida huwe
isi din Hazrat Imam Hussain (A.S) ne shahadt pai

Ye Rasm Sikhai hy HUSSAIN IBN-ALI ny

Anjam-e-wafa kya hy Ye socha nai krty
Muslim kabi Halaat sy soda nai krty
Ye Rasm sikhai hy HUSSAIN IBN-ALI ny
Sir Sajdy men ho to teeron ki Parwah nahi karty

Samny jis  k akbar Fida ho gya

Samny jis  k akbar fida ho gya
Goad me jis k asghar trapta raha
Jis ko umat ne teron ko tuhfa dia
us shaheed-e- Muhabat pe lakhoun slam

Slam Ya Hussain

Jis ko dhokhy se kofa bulaya gya
jis ko bethy btaye staya gya
jis k bachon ko pyasa rulaya gia
us hussain ibne haidr pe lakhoun slam

Dekha jo ghour kar k tao Abbas a.s ban gaya

Chun li khayaal ne jo azal main Ali a.s aien

Bey biz ate rasool ki ismat ka zeb o zain

Alhamd k alif ka sarapa diloon ka chain

Wannaas ki ye seen ye nuut k dil e Hussain a.s

Har harf kainaat ka akaas ban gaya

Dekha jo ghour kar k tao Abbas a.s ban gaya

 

Muharram UL Haram Wallpaper

It is a common practice to share the relevant wallpapers. Changing wallpapers is a sign of spreading awareness. Here are the most relevant and most eye-catching Wallpapers that you can share on your social sites, WhatsApp, Instagram, facebook and twitter. Have a look.

????????????????????????

Muharram Ul Haram Images

Do you want to share the image messages or simple quotes, here are the best options that you can share and post. Have a glance at Muharram UL Haram Images.

Muharram UL Haram Status

We respect your religion concerns. So here we are adding WhatsApp and facebook statuses of Muharram UL Haram. Have a look at these statuses.

Slam Ya Hussain

SAB KUCH QURBAAN KAR DIA ALLAH KAY NAAM PAR
ASGHAR SA PHOOL BHI NA BACHAYA HUSSAIN NA

Mohsin Naqvi

Taa Hashar Ye Khiyal Meray DiL Ka
Chain Hai

MOHSIN Meri Nijaat Ka ZAMIN
HUSSAIN HAI

Jeena ALI Sy Seekho Marna HUSSAIN Sy

Janat Ki Aarzu Main
Kahan Ja Rahe Hyn Log

Janat Tou Karbala Main
Khareedi HUSSAIN Ny

Dunya-o-Aakhrat Main
Jo Rehna Ho Chain Sy

Jeena ALI Sy Seekho
Marna HUSSAIN Sy

Phir Muharram kaa Chand Nikla Hai 

Dil ki basti mein karbala barpa
Lashay yadon k khaak mein ghiltan
Kheima-e-Fiqr zad pe shoalon ki
Harf sajda kunan hain honton per
Har taraf al-atash ki awazein
Maan nezon pay hain tarazu huey
Dharkno k galu pay khanjar hai
Khab k sar say chin chuki hai rida
Bain uthtay hain dil ki nagri say
Pyar ki alqama pay pehray hain
Zeest ko daan abla pai
Dast-e-Qatil mein zulf subha ki
Ashk arzan huey hain palkon pay
Phir Muharram kaa chand nikla hai

Ajab Shan Hy Hussain Tmhare Lashkar Ki

Ajab Shan Hy Hussain Tmhare Lashkar Ki

Kahan Se Dhoondh K Lain Misaal ASGHAR Ki

Sitara Ab B Fajar Ka Udaas Hota Hy

Sunai Deti Hy Ab Bhi Azaan Akber Ki

Pyasa Hussain

Zikkr-e-Husain aaya tu ankhein chalak pareien

Pani ko kitna payar hay ab bhe Hussain say.

So these were all the most important areas. I hope that you have liked this article and got what you were looking for. If so then do share this article with your friends and family and help us to grow. We have added content, that is more informative, on our site. For the Introduction of Muharram, Ashura, Hussain and Festivities of Muharram visit our website. Thank you for your read. Stay connected and tuned with us.

Syeda Saroash Zahra

I'm Syeda Saroash Zahra. I just let my words to come out at the desk when I don't actually want to speak. well, I write, on different niches like Fashion, Telecommunication, Health, Lifestyle, Travel and hospitality, Storytelling, and Web Content. other than this I used to do academic writing and business planning for private firms. I've worked as a web content writer. I've got special skills that make me able to do on time performance. I guarantee relevant working with efficiency and effectiveness.

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Back to top button
Close

Adblock Detected

Please consider supporting us by disabling your ad blocker